![]() |
|||||
|
Mast malang |
|||||
|
|
||||||||||||||||
|
|
Tama mehmano khas toor par paltalk key dosto ko Ali Ali. era paltalk par bhi nick MAAST MALANG hai. Mera eik hi wazifa hai nadey Alion mazhar alajaib adrikni behaqe Fatima syeda Zahra saam ullah.
Jo bhi chaha hai Bibi ata kar deti hai. Kabhi mangeni key zarorat nahi parti. Bibi har jaga har waqt majood hai. Bas bibi key taraf tawao karo our un key Hussain par ansoo bahate raho. Yehi zindagi ka maqsad hai. Yehi meri pehchan hai our mujhey apni pehchan ho chuki hai. Mere Mola ka hukam hai key apni pehchan rab key pehchan hai.
Mujhey apne rab key pehchan hai. Jo apni pehchan hi na kar saka ho wo kaya masoom key pehchan kar sakta hai? Kaya faida phir ibadat ka jab apney malik key pehchan hi na ho?
|
|||||||||||||||
|
|
||||||||||||||||